Laptop Ya Pc Me Screenshot Kaise Kre
HELLO DOSTO
Aaj Mai Aap Logo Ko Pc Ya Laptop Me SCREENSHOT Kaise Krte Hai Y Btauga Jo Ki Bahut Hi Aasan Hai . Bs Aap Ko Aasan Se Step Follow Krna Hai .
Dosto Mai Aap Logo Ka Jada Time Ngi Luga Sidhe Point Me Aate Hai
Step-1 Apna Pc Ya Laptop On Kre.
Step-2 Aap Jis Browser Ka Use Krte Hai Use Open Kre Aapka Internet Connection On Hona Chahiye.
Step-3 Search Box Me LIGHTSHOT Enter Kre Or Search Kre Y Ek Apps Hai Jiska Icon Mai Niche
Dekha Raha Hu Or Ydi Aap Chahe To Y Apps Yha Se Bhi DOWNLOAD Kr Skte Hai
Step-4 Download Hone Ke Baad Esy Install Kr Le.
Eski Ek Acchi Bat Y Bhi Hai Ki Aap Es Apps Ko Open Kiye Bina Bhi Screenshot Le Sakte Hai Bs Aapko Print Scrn Button Ko Press Krna Hai Jo Ki Keyboard Me Delete Button Ke Aas Pass Hote Hai Uske Baad Aap Dekhegi Ki Aapke Mouse Pointer Ke Pass Salect Area Likha Hua aa Jayga Bs Ab Aapko Mouse Ki Left Button Ko Press Krke Jitna Aapko Screenshot Lena Hai Utne Ko Salect Krna Hai Esme Aapko Bahut Se Option Milegy Jiski Madad Se aap Us Screenshot Ko Edit Bhi Kr Skte Hai Jaise Arrow , Line , Colour Aur Bhi Bahut Kuch Jiske Liye Aapko Kisi Photoshop Ki Madad Nhi Leni Padegi.
Dosto Ydi Aapko Koi Bhi Problam Ho To COMMENT BOX me Commant Kr K Puch Skte Hai

Comments
Post a Comment