Android Phone Me ScreenShot Kaise Kre

Hello Dosto How Are You
 .
Aaj Mai Aapko Ek Choti Si Trick btane Ja Raha Hu Jaisa Ki Aap Sb Ko Pta Hai Ki Aaj K Samay  Me Android Phone Lagbhag Sabhi K Pass Hai Or Mai Android Phone Ki Hi Ek Acchi Si Trick Btane Ja Raha Hu Aur Wo Hai Android Phone Me SCREENSHOT kaise kre .


SCREENSHOT KYA HAI

Dosto Hum SAbhi K Sath Aisa Hota Hai Ki Kabhi -Kabhi Hamare Phone Me Kuch Aisa Dikh Jata Hai Ki Hme Lagta Hai Kaas Y Hum Apne Frinds Ko Dikha Pate
Hamr Phone Me Kahi Bhi Kuch Bhi ho Hum Use Photo Ki Tarah Apne Phone Me Save Kr Sakte Hai Aur Use Jb Chahe Tb Kisi Ko Dikha Skte Hai Ese Hi  SCREENSHOT Kahte Hai .


SCREENSHOT KAISE KRE

Screenshot Karna Bahut Hi Aasan Hai Bs Hme Apne Phone Ki POWER Button Or VOLOUM LOW Button Ek Sath Dabana Hai Aap Dekhege Ki Camera Ka Sound Aayga Bs Ho Gya Aap Ka Screenshot Aapke Phone Me Save Ho Gya Hai .
Abhi Aap Apni Galery Open Kr K DCIM Folder Ke Screenshot Folder Me Dekh Skte Hai .

Comments

Popular posts from this blog

Your WhatsApp ID in USA Mobile Number

Costum Font Ko Picsart Me Kaise Add Kre