Hello Dosto Aaj Mai Aap Sab Ko Android Phone Ki Ek Bahut Hi Acchi Trick Btane Wala Hu Ki Hum Kaise Gopniy Tarike Se Koi Bhi Video Bna Sakte Hai Jaisa Ki Aap Sb Log Jante Hai Ki Aaj Kal Sabse Jada Android User Hai Kyoki Android Phone Me Hum Bahut Se Kaam Aasani Se Kr Skte Hai . Aaj Mai aap Sb Ko ek aise Trick Btauga Jo Ki Mera Khayal Se Sabhi Android User Ko Pasand aayga To Mai aap Sb Ko Y Btauga Ki Kaise Gopniy Tarike Se Video Bna sakte Hai Jo Ki Bahut Hi aasan haiWaise Dosto Eska Use Agr Koi Acce Kaamo K Liye krta Hai to Bahut accha Hai Esliy Mai Yahi Kahuga Ki Es App Ka Use Glt Kaamo K Liye Na Kre Wrna aap Khud Muskil Me Fas Sakte hai Sabse Jada Madadgar Yah Apps Waha Sabit Hoga Jaha aap Kuch Acche Kam K Liye Video Bnana Chahte Hai Jaise Ki Koi Agr Ghus Le Raha Ho To aap es App Ki Madad Se Bdi Hi aasani Se Video Bna Skte Hai Or Usko Pta Bhi Nhi Chalega . Bs Hme Ek Chota Sa App Download Krna Hai Jiska Naam Hai Spy Camera Os2 (SC-OS2) Jo Ki Google Play Store Me M...
Hello Dosto How Are You . Aaj Mai Aapko Ek Choti Si Trick btane Ja Raha Hu Jaisa Ki Aap Sb Ko Pta Hai Ki Aaj K Samay Me Android Phone Lagbhag Sabhi K Pass Hai Or Mai Android Phone Ki Hi Ek Acchi Si Trick Btane Ja Raha Hu Aur Wo Hai Android Phone Me SCREENSHOT kaise kre . SCREENSHOT KYA HAI Dosto Hum SAbhi K Sath Aisa Hota Hai Ki Kabhi -Kabhi Hamare Phone Me Kuch Aisa Dikh Jata Hai Ki Hme Lagta Hai Kaas Y Hum Apne Frinds Ko Dikha Pate Hamr Phone Me Kahi Bhi Kuch Bhi ho Hum Use Photo Ki Tarah Apne Phone Me Save Kr Sakte Hai Aur Use Jb Chahe Tb Kisi Ko Dikha Skte Hai Ese Hi SCREENSHOT Kahte Hai . SCREENSHOT KAISE KRE Screenshot Karna Bahut Hi Aasan Hai Bs Hme Apne Phone Ki POWER Button Or VOLOUM LOW Button Ek Sath Dabana Hai Aap Dekhege Ki Camera Ka Sound Aayga Bs Ho Gya Aap Ka Screenshot Aapke Phone Me Save Ho Gya Hai . Abhi Aap Apni Galery Open Kr K DCIM Folder Ke Screenshot Folder Me Dekh Skte Hai .
HELLO DOSTO Aaj Mai Aap Logo Ko Pc Ya Laptop Me SCREENSHOT Kaise Krte Hai Y Btauga Jo Ki Bahut Hi Aasan Hai . Bs Aap Ko Aasan Se Step Follow Krna Hai . Dosto Mai Aap Logo Ka Jada Time Ngi Luga Sidhe Point Me Aate Hai Step-1 Apna Pc Ya Laptop On Kre. Step-2 Aap Jis Browser Ka Use Krte Hai Use Open Kre Aapka Internet Connection On Hona Chahiye. Step-3 Search Box Me LIGHTSHOT Enter Kre Or Search Kre Y Ek Apps Hai Jiska Icon Mai Niche Dekha Raha Hu Or Ydi Aap Chahe To Y Apps Yha Se Bhi DOWNLOAD Kr Skte Hai Step-4 Download Hone Ke Baad Esy Install Kr Le. Eski Ek Acchi Bat Y Bhi Hai Ki Aap Es Apps Ko Open Kiye Bina Bhi Screenshot Le Sakte Hai Bs Aapko Print Scrn Button Ko Press Krna Hai Jo Ki Keyboard Me Delete Button Ke Aas ...
Comments
Post a Comment